AGNI movie - Mil Gaye Dil Ab To Khul Ke Mil Zara текст песни

Все тексты песен AGNI movie

Song By ALKA YAGNIK, MOHAMMED AZIZ, MUNNA AZIZ
mil gaye dil ab to khul ke mil zara
na jina yah kaam hai mushkil zara
jaan le le de de vaapas dil zara
na jina yah kaam hai

haath mera chhod saiyaan sharm se main mar chali
tu hai koyi tedha kaanta main badi naazuk kali
ai kali ab phool ban ke khil zara
na jina yah kaam hai


laut jaayuun ya main barasuun ban ke saavan ki jhadi
kya karuun jaayuun kahaan main raaste mein hoon khadi
badh ke chhu le apani tu manzil zara
na jina yah kaam hai

ek bas teri tamanna dil ke har aramaan mein
a zara le jaayen kashti pyaar ke tufaan mein
chhod tufaan ko dikha saahil zara
na jina yah kaam hai

ДОБАВИТЬ ТЕКСТ В ЛИЧНЫЙ СПИСОК

Комментарии

Имя:
Сообщение: