GHULAM ALI (ALBUM) movie - Piye Ja Raha Huun, Jiye Ja Raha Huun текст песни

Все тексты песен GHULAM ALI (ALBUM) movie

Song By GHULAM ALI
kaun hai jisane may nahin chakkhi
kaun jhuuthi qasam uthaata hai
mayakade se jo bach niakalata hai
teri aankhon mein duub jaata hai

piye ja raha huun, jiye ja raha huun
jawaani ko dhokha diye ja raha huun

judaayi hi tha zindagi ka muqaddar

bahut ji chuka lijiye ja raha huun

bahut zakm khaaye magar raaston par
charaagaan to kuchh kuchh kiye ja raha huun

bhulaana mujhe itana aasaan na hoga
kayi daastaanein diye ja raha huun

kashish koyi aisi hai jine mein ' aarif'
ke mar mar ke bhi main jiye ja raha huun

ДОБАВИТЬ ТЕКСТ В ЛИЧНЫЙ СПИСОК

Комментарии

Имя:
Сообщение:

Популярные тексты GHULAM ALI (ALBUM) movie

1 Bin Baarish Barasaat Na Hogi
2 Unape Kuchh Is Tarah Pyaar Aane Laga
3 Yaadon Ki Baaraat Chali Hai