Habib Wali Mohammed - Tum Aye He NaShab-e-Intizar текст песни

Все тексты песен Habib Wali Mohammed

tm aaae ho na shab-e-intizaar guzri hay
talash main hay saher, baar baar guzri hay

wo bat saray fasanay main jis ka zikar na tha
wo bat tm ko bohat nagawaar guzri hay

jonoon main jitni bhe guzri bakaar guzri hay

agarchay dil pay kharabi hazaar guzri hay

na gul khilay hain, na un say milay, na mae pi hay
ajeeb rang main abkay bahaar guzri hay

chaman pe warad--e-gulcheen say janay kia guzri
qafas say aaj saba baiqaraar guzri hay

ДОБАВИТЬ ТЕКСТ В ЛИЧНЫЙ СПИСОК

Комментарии

Имя:
Сообщение:

Популярные тексты Habib Wali Mohammed

1 Aashiyan Jal Gaya
2 Rah-e-Talab Mein Kaun