LAMAHE - ABHIJEET movie - Jise Maine Maanga текст песни

Все тексты песен LAMAHE - ABHIJEET movie

Song By ABHIJEET
jise maine maanga mujhe na woh mila
mujhko jisne chaha main uska na huaan
ajab silsila hai yeh duniya toh phir bhi
kyun hai pyar karti har lamha har ghadi
jise maine maanga mujhe na woh mila
mujhko jisne chaha main uska na huaan
ajab silsila hai yeh duniya toh phir bhi
kyun hai pyar karti har lamha har ghadi

na yeh pal hai hamara kabhi na tha yeh hamara
kahaa pal ruka hain yeh chalta hi raha hain
magar yeh pyar phir bhi khatam na hoga kabhi bhi
nahi woh mila hain toh phir kaisa gila hain
magar dil ki dhadkan khaamosh bankar
use yaad karti har lamaha har ghadi

jise maine maanga mujhe na woh mila
mujhko jisne chaha main uska na huaan
ajab silsila hai yeh duniya toh phir bhi
kyun hai pyar karti har lamha har ghadi

ke jab jab chaandani ko mera dil hai tarasta
tabhi bebaat baadal kyun aake hai barasta
magar aankhon ka aansu bina baadal hai chhalakta
sisakta machalta na kisiki hai sunta
zamane se chhup kar jo palken hamesha
tera khwaab rakhti har lamha har ghadi
jise maine maanga mujhe na woh mila
mujhko jisne chaha main uska na huaan
ajab silsila hai yeh duniya toh phir bhi
kyun hai pyar karti har lamha har ghadi

ДОБАВИТЬ ТЕКСТ В ЛИЧНЫЙ СПИСОК

Комментарии

Имя:
Сообщение:

Популярные тексты LAMAHE - ABHIJEET movie

1 Main Rahoon Na Rahoon
2 Haal Kaho Aur Haal Suno
3 Hare Krishna Hare Rama
4 Ek Baar Tum Aana
5 Khwaabon Mein Aana Jaana