NAGHMA-E-DIL (NON FILM) movie - Ek Nagma Ek Taara Ek Guncha Ek Jaam текст песни

Все тексты песен NAGHMA-E-DIL (NON FILM) movie

Song By GHULAM ALI
ek nagma ek taara ek guncha ek jaam
ai gam-e-dauraan gam-e-dauraan tujhe mera salaam

zulf aawaara garebaan chaak ghabaraayi nazar
in dinon ye hai jahaan mein zindagaani ka nizaam

chand taare tuut kar daaman mein mere aa gire

mainne puuchha tha sitaaron se tere gam ka maqaam

pad gayin pairaahan-e-subah-e-chaman par salawatein
yaad aa kar rah gayi hai bekudi ki ek shaam

teri ismat ho ke ho mere hunar ki chaandani
waqt ke baazaar mein har chiz ke lagate hain daam

ДОБАВИТЬ ТЕКСТ В ЛИЧНЫЙ СПИСОК

Комментарии

Имя:
Сообщение: