na kuch poocha
na kuch maanga
tune dil se diya jo diya
na kuch bola
na kuch tola
muskura ke diya jo diya
tu hi dhoop, tu hi chaya
tu hi apna, paraya
aur kuch na jaanu, bas itna hi jaanu
tujh mein rab dikhta hai, yaara mein kya karoon
tujh mein rab dikhta hai, yaara mein kya karoon
sajde sir jhukta hai, yaara mein kya karoon
tujh mein rab dikhta hai, yaara mein kya karoon
rab ne bana di jodi.......
1 | Haule Haule |
2 | Dancing Jodi |