ZAMAANE KO DIKHANA HAI movie - Dil Lena Khel Hain Dildaar Ka текст песни

Все тексты песен ZAMAANE KO DIKHANA HAI movie

(dil lena khel hai dildaar ka
bhule se naam na lo pyaar ka
pyaar bhi ruutha yaar bhi ruutha
dekho mujhko dilawaalon ha
khaaya hai dhokha ho maine yaar kaa) -2

vaadon pe inke na jaana
baaton mein inki na aana
are, vaadon pe inke na jaana
baaton mein inki na aana

inki mithi baaten ye matvaali aankhein
zehar hai pyaar ka
dil lena khel hai ...

inpe jawaani luta do
ya zindgaani luta do
are, inpe jawaani luta do
ya zindgaani luta do
are kuch bhi kar deewane rahenge ye anjaane
rona hai bekaar ka
dil lena khel hai ...

ДОБАВИТЬ ТЕКСТ В ЛИЧНЫЙ СПИСОК

Комментарии

Имя:
Сообщение: