ZEENAT movie - Aa Ja Ri Nindiya Tu Aa Ke Na Ja текст песни

Все тексты песен ZEENAT movie

huun
(aa ja ri nindiya tu aa ke na ja
nanhi si aankhon mein ghul-mil ja) - 2
aa ja ri nindiya

aa
baag mein koyi kali jo chitake aankh isaki khul jaati hai
hawa se kah do dhire aaye - 2
nind kisi ko aati hai - 3

aa ja ri nindiya tu aa ke na ja
nanhi si aankhon mein ghul-mil ja
aa ja ri nindiya


suuraj ki tez dhuup hai duniya
subah sahe aur shaam nahin
dil ki kahaani kya kahiye
aagaaz to hai anjaam nahin

huuk si dil mein uthati hai - 2
jab yaad kisi ki aati hai
yaad kisi ki aati hai - 2

aa ja ri nindiya tu aa ke na ja
nanhi si aankhon mein ghul-mil ja
aa ja ri nindiya

ДОБАВИТЬ ТЕКСТ В ЛИЧНЫЙ СПИСОК

Комментарии

Имя:
Сообщение:

Популярные тексты ZEENAT movie

1 Bulabulo Mat Ro Yahaan
2 Naacho, Naacho Sitaaro Naacho