Junoon - Dharti Ke Khuda текст песни

Все тексты песен Junoon

Tum nay bhi sunee yahan kahee gaeein
kaisee kaisee baatein
Tum nay bhi sunay yahan kiye gaey
kaisay kaisay waday
Jhooti theein sab hee yahan kahee gaeein
khushion ki jo baatein
Jhotay thay sab hee yahan kiye gaey
logoan say jo waday

Dharti kay khuda bantay hain yahan
Inn ko bhi zara koi de saza

Muhron ki tarah kabhi chala rahay
hotay hain woh hum ko
Paani ki tarah kabhi baha rahay
hotay hain woh hum ko
Shammon ki tarah kabhi jala rahay
hotay hain woh hum ko
Lamhon ki tarah kabhi gawa rahay
hotay hain woh hum ko

Dharti kay khuda bantay hain yahan
Inn ko bhi zara koi de saza

--guitar solo--

Woh sitamgar hain unhain kya jeeain ya marain
Ho sitam jo bhi ussay hum gawara karein
Woh yehi chahain keh dam hum unhee ka bharain
Hum jhukain aagay unhee kay unhee say darain

Aatay hain sabhi yahan kabhi nahin
jaaein gaey woh jaisay
Kartay hain jafa koi saza nahin
paaein gaey woh jaisay
Unn say yeh kaho chalay gaey
yahan kaisay kaisay aa keh

Dharti kay khuda bantay hain yahan
Inn ko bhi zara koi de saza

Dharti kay Khuda
inn ko do saza
Dharti kay Khuda
inn ko do saza
Dharti kay Khuda
Kartay kay Jafa
Dharti kay Khuda
inn ko do saza
Dharti kay Khuda
inn ko do saza
Dharti kay Khuda
Dharti kay Khuda
yaayee

ДОБАВИТЬ ТЕКСТ В ЛИЧНЫЙ СПИСОК

Комментарии

Имя:
Сообщение:

Слушать песню «Dharti Ke Khuda»

Смотреть клип «Dharti Ke Khuda»

Смотреть клип на песню Junoon - Dharti Ke Khuda

Популярные тексты Junoon

1 Saqi Nama
2 Meri Awaz Suno
3 Dosti
4 Khudi
5 Lal Meri Pat
6 Sajna
7 Husan Walo
8 Muk Gaye Nay
9 Ghoom Tana
10 Garaj Baras