pal main pana, pal main khona hai
khona hai
dheeray, dheeray ab to roona hai
roona hai
kia bedari hai, kia sona hai
sona hai
ho jaye woh jo bhi
hona hai, hona haaai
isi gardishe mahosaal main
kabhi aa milo kisi haal main
isi gardishe mahosaal main
kabhi aa milo kisi haal main
bari aas hai bari pyaas hai
dekho to sahi
mera dil abhi meray paas hai
dekho to sahi
had seh agaya jaaon kaise main
kaise main
saya saya chahoon kaise main
kaise main
tum seh milnay aaon kaise main
kaise main
apni manzil paaoon kaise main
kaise main
isi gardishe mahosaal main
kabhi aa milo kisi haal main
isi gardishe mahosaal main
kabhi aa milo kisi haal main
bari aas hai bari pyaas hai
dekho to sahi
mera dil abhi meray paas hai
dekho to sahi
--- solo ---
dil ki tanhai hai kia
ghum ki shehnai hai kia
hum ko taqdeer nai zanjeer yeh pehnai
hai kia
aankhon ka pani hai kia
bheegi qurwai hai kia
pyar hi na janey dil ki tanhai tanhai
hai kia
dil ki veerani hai kia
itni hairani hai kia
ab to har saans hi dushwaar hai asani
hai kia
jeena bai manay hai kia
duniya anjani hai kia
pyar hi na janey dil ki veerani veerani
hai kia
pyar hi na janey janey
pyar hi na janey janey
pyar hi na janey na janey na janey janey janey
pyar hi na janey janey
pyar hi na janey janey
pyar hi na janey na janey na janey janey janey
na janey janey (back vocals)
aaaaaaa
na janey janey
aaaaa aaaa aaaaa
aaaaaaa na janey
karavan seh milay karavan
manziloon ki taraf ho ravan
karavan seh milay karavan
1 | На Бис (TNR и Рафхат Ямалутдинов) |
2 | Dil Ki Pyas |