MUJRIM movie - Zulf Ke Phande Mein Phans Gayi Jaan текст песни

Все тексты песен MUJRIM movie

Song By MOHAMMAD RAFI
zulf ke phande mein phans gayi jaan
mar gaya main to o meri maan - 2

vaah mere daata tere dar se ajab taqadir mili
zulf ki hasarat dil ko huyi to zanjir mili
uupar vaale kuub nikaale is dil ke aramaan
zulf ke phande mein

pyaar kuchh buujhe nahin bhalaa-bura suujhe nahin
din ho ke rain

bade buudhe sach hi to kah gaye
hote nahin pyaar ke nain
pyaar tha andha tabhi to ye banda
jel ka hai mehamaan
zulf ke phande mein

ishq ki duniya ajab hai kaha tha majaruuh ne kal
kuchh to banega beta chakale mein ghuumon chaahe taajamahal
laakh tuu bhaanpe mantar jaape
ishq nahin aasaan
zulf ke phande mein

ДОБАВИТЬ ТЕКСТ В ЛИЧНЫЙ СПИСОК

Комментарии

Имя:
Сообщение: