NeedleworK - Zinda Lash текст песни

Все тексты песен NeedleworK

Teray is sayay talayKuchla ja raha hoonIs ghutan ki zindagi mainPhir bhi main ji raha hoon
In lamhon main maut haiAur inhi main jal raha hoonNa asmaan na hai zameenDairay main dhal gaya hoon
Yahan pe hain faaslaySar karna namumkin haiChal sakta nahi aageyLekin chalna hoga mujhe
Saath meray kuch bhi nahiAik zinda lash hoon main yaheenBechaini main tarapta hoonAakhri yeh saansein meri

Baybasi mujh main hai basiMere dil main hai aik kamiTu kahan sab kahanAakhri yeh saansein meri
Kuchla raha, jiya, jalaDaba, mita, main sadaZinda hoon main is aas mainBaitha hoon main teri talaash mainVeham mera wajood teraKuch nahi kaheen meraUmeedon ke sayay talayKab tak rahoon ga main is tarhaan
KuchlaJalaMitaMain..

ДОБАВИТЬ ТЕКСТ В ЛИЧНЫЙ СПИСОК

Комментарии

Имя:
Сообщение:

Слушать песню «Zinda Lash»

Смотреть клип «Zinda Lash»

Смотреть клип на песню NeedleworK - Zinda Lash