Nizar Ali - Dur Kaheen текст песни

Все тексты песен Nizar Ali

Dur kahin se ayi mujhe teri yeh pukar
Tanhayion ke andheron main roshni ki pukar
Udaas shaam ke saye main teri khushbo ki bahar
Udaas shaam ke saye main teri khushbo ki bahar
Komal mann ko cho janay wali
Teri aahat ki pukar
Teri chahat ki pukar (Repear 1)

Tanha dil apna yeh soochay jaye
Bin tere jeena mushkil ho jaye
Baatien teri mujhe pal pal yaadh aye
Haathon main mere bus tuhi ayi
Duri main yeh na seh sakon
Tuhi tu hai mera pyaar
Tuhi tu hai mera pyaar

Dur kahin se ayi mujhe teri yeh pukar
Tanhayion ke andheron main roshni ki pukar
Udaas shaam ke saye main teri khushbo ki bahar
Udaas shaam ke saye main teri khushbo ki bahar

Komal mann ko cho janay wali
Teri aahat ki pukar
Teri chahat ki pukar

Saawan ka mausam mujh ko na baye
Kuch bhi na mere mann ko lubhaye
Teri hansi teri adaayen
Jitna bholaon mujhe utni yaadh aye
Mere khuda main kia keron
Tuhi tu hai mera pyaar
Tuhi tu hai mera pyaar

Dur kahin se ayi mujhe teri yeh pukar
Tanhayion ke andheron main roshni ki pukar
Udaas shaam ke saye main teri khushbo ki bahar
Udaas shaam ke saye main teri khushbo ki bahar
Komal mann ko cho janay wali
Teri aahat ki pukar
Teri chahat ki pukar (Repeat 1)

Thanks to engr for correcting these lyrics

ДОБАВИТЬ ТЕКСТ В ЛИЧНЫЙ СПИСОК

Комментарии

Имя:
Сообщение: