SARHADEIN - NITISH PIRES movie - Oh Saathiya Kyun Mujhse Hai Rootha текст песни

Все тексты песен SARHADEIN - NITISH PIRES movie

oh saathiya kyun mujhse hai rootha
main thoda sa jhuta hoon nakaara
maine tera hasana churaaya
bass rona sikhaaya, main nakaara
(main yahaan aashiyaana bana baitha
teri tasweer se deewaar main saja baitha) - 2
oh saathiya chhodo yeh baatein
ha honge woh waade pure
aa bhi jaao abb
raahon mein aakhein
bhichaaye mein saara din bitaau

aankhein khuli palake bujhi na tu yahaan
(tere bin na reh saku
tere bin na ji sakunga) - 2

(main yahaan aashiyaana bana baitha
teri tasweer se deewaar main saja baitha) - 2
oh saathiya chhodo yeh baatein
ha honge woh waade pure
aa bhi jaao abb
raahon mein aakhein
bhichaaye mein saara din bitaau

ДОБАВИТЬ ТЕКСТ В ЛИЧНЫЙ СПИСОК

Комментарии

Имя:
Сообщение:

Популярные тексты SARHADEIN - NITISH PIRES movie

1 Kesara Kesara Ho o o Kesara
2 Sun Lena Zamaana
3 Main Hoon Main Na Tum Jaisa