USTAADI USTAAD SE movie - Saathi Tere Naam текст песни

Все тексты песен USTAADI USTAAD SE movie

saathi tere naam ek din
jeewan kar jayenge naam
jeewan kar jayenge
tu hai mera khuda
tu na karna dagaa
tum bin mar jayenge
tum bin mar jayenge

Pujata hoon tujhe pipal ki tarah
pyaar tera mera gangajal ki tarah
dil ke har taar se aa rahi hai sada,
tu salamat rahe bas yahi hai dua
tu hai mera khuda
tu na karnaa dagaa
tu bin mar jayenge
tum bin mar jayenge hum

la la la lallallalaa lala la lallaalalal aa - 2

khushabuon ki tarah
tu mahakati rahe
bulbulo ki tarah

tu chahakati rahe
dharti amber me tu,
aur samandar me tu
fool pathar me tu,
dil ke mandir me tu,
tu hai mera khuda
tu na karna dagaa
tum bin mar jayenge
tum bin mar jayenge


saathi tere naam ek din
jeewan kar jayenge naam
jeewan kar jayenge
tu hai mera khuda
tu na karna dagaa
tum bin mar jayenge
tum bin mar jayenge




Thanks to Neha Chauhan - fm gandhidham(kutch)-gujarat for correcting these lyrics

ДОБАВИТЬ ТЕКСТ В ЛИЧНЫЙ СПИСОК

Комментарии

Имя:
Сообщение: