Song By KUMAR SANU
(baaho mein aao mujhmein samaao
tanhai meri mita do
saanso ko meri aake jaga do
armaan dil ke jaga do
dil pe nahi zor chalta main kya karu - 2) - 2
(ab na ho duriya chodo majburiya
sapne mere tum saja do ) - 2
chodo bhi jaana sharmo haya
tum pass mere aao
dil pe nahi zor chalta main kya karu - 2
(kyo hain khamoshiya samjho madhoshiya
khud ko na aaise saja do ) - 2
kar do deewana mujhko jara
yeh fasale toh mitao
dil pe nahi zor chalta main kya karu - 2
baaho mein aao mujhmein samaao
tanhai meri mita do
saanso ko meri aake jaga do
armaan dil ke jaga do
dil pe nahi zor chalta main kya karu - 2
1 | Dil Nashe Mein Chur Hain |
2 | Hamari Dhadkan Mein Uski Dhadkan |
3 | Dil Se Kabhi Na Jaana |
4 | Dheere Se Chupke Se |
5 | Dekha Tujhko Toh Nasha Sa |
6 | Tumse Nazrein Mili |