Munni Begum - Aawargi Mein Hadse текст песни

Все тексты песен Munni Begum

Awaargi mein hud se guzar jana chaheeye,

Lekin kabhi kabhar,
Lekin Kabhi Kabhar,
To ghar jana chaheeye.

Awaargi mein hud se guzar jana chaheeye.

Mujh se bichar kar in dinon kis rang mein hain woh,

Yeh dekhney raqeeb key ghar jana chaheeye,
Yeh dekhney raqeeb key ghar jana chaheeye.
Lekin kabhi kabhar,
Lekin Kabhi Kabhar,
To ghar jana chaheeye.
Awaargi mein hud se guzar jana chaheeye.

Us buut se ishq kijeiye lekin kuch is tarah,

Puche koi to saaf mukar jana chaheeye,
Puche koi to saaf mukar jana chaheeye.
Lekin kabhi kabhar,
Lekin Kabhi Kabhar,
To ghar jana chaheeye.
Awaargi mein hud se guzar jana chaheeye.

Afsos apne ghar ka puta hum se kho gaya,

Ab sochna yeh hai ke kidhar jana chaheeye,
Ab sochna yeh hai ke kidhar jana chaheeye.
Lekin kabhi kabhar,
Lekin Kabhi Kabhar,
To ghar jana chaheeye.
Awaargi mein hud se guzar jana chaheeye.

Bhaitain hey hur faseel peh kuch log taak mein,

Acha hai thori dheir sey ghar jana chaheeye,
Acha hai thori dheir sey ghar jana chaheeye. (x2)
Lekin kabhi kabhar,
Lekin Kabhi Kabhar,
To ghar jana chaheeye.

Awaargi mein hud se guzar jana chaheeye.

Rab-e-wisal, wasl kah mausam bhi aagaya,

Ab to mera naseeb sunwar jana chaheeye,
Ab to mera naseeb sunwar jana chaheeye.
Lekin kabhi kabhar,
Lekin Kabhi Kabhar,
To ghar jana chaheeye.
Awaargi mein hud se guzar jana chaheeye.

Nadaan yeh jawani ka zamana guzar gaya,
Nadaan yeh jawani ka zamana guzar gaya,
Nadaan yeh jawani ka zamana guzar gaya,
Ab aagaya burhapa, sudhar jana chaheeye,
Ab aagaya burhapa, sudhar jana chaheeye.

Bhaitey raho gey kab dasht mein kab tak hussan raza,

Jeena agar nehein hai to mar jaana chaheeye,
Jeena agar nehein hai to mar jaana chaheeye.
Lekin kabhi kabhar,
Lekin Kabhi Kabhar,
To ghar jana chaheeye.
Awaargi mein hud se guzar jana chaheeye.

Awaargi mein hud se guzar jana chaheeye,
Awaargi mein hud se guzar jana chaheeye,
Awaargi mein hud se guzar jana chaheeye,
Awaargi mein hud se guzar jana chaheeye.

ДОБАВИТЬ ТЕКСТ В ЛИЧНЫЙ СПИСОК

Комментарии

Имя:
Сообщение: