Munni Begum - Bhooline Wale Se Koi текст песни

Все тексты песен Munni Begum

bhoolne wale se koi keh de zara is tarah yaad aane se kya fayada-jab mere dil ko basaate nahin phir khyallon mein aane se kya fayada
bhoolne wale se ---

chaar tinke jala ke kya mil gaya mit na saka zammane se mera nishhan------muj pe bijli giraoo toh jaane sahi aashoyaan pe giraane se kya fayada

bhoolne wale se--

kya kahoon aap se kitni umeed this aap kya badal gaye duniya badal gayi--aasra de ke dil todte hain mere is tarah se sataane se kya fayda

bjoolne wale se ---


tum ne moosa ko nahak taqleef di-lutf aata agar yaad karte hume jinki aankhoon mein taab-e-nazaara na ho unko jalwa dikhaane se kya fayada


bhoolne wale--


-pehle dil ko buraai se kar paak tooh-fir khaloos-e-aqdeedat se kar justjoo aise sajdoon se allah milta nahin her jagah sur jhukaane se kya fayada


bhoole wale se--

laakh samjaya tujko magar teri hoshyaari aakhir na kaam aa saki aank milti gayi raaz khulte gaye-abh haqeeqat chupaane se kya fayada

bhoolne wale se koi keh de zara is tarah yaad aane se kya fayada

ДОБАВИТЬ ТЕКСТ В ЛИЧНЫЙ СПИСОК

Комментарии

Имя:
Сообщение: